Garlic Honey Benefits in hindi / Lahsun ke fayde
Lahsun khane ka suaad badane ke sath sath heath ke liye bhi bhut faydemand hai jinka jabab nahi hai. Lahsun ki trha honey bhi guna ka khajana hai, to agar dono ko ek sath liya jaye to bhut fayde ho sakte hai.
Lahsun ke istmal se badti umar se dahl raha sarir ruk jata hai or ghav jaldi tikh ho jate hai, pet ka kida nikal jata hai, inke aalawa bhi bhut se fayde hai. Chaliye janye hai lahsun khane ke fayde in hindi
Lahsun or Honey ko kaise khaye
sabse phele 2 badi lahsun ko thoda daba kar usme honey mila lijiye fir usko kisi jar me kuch din ke liye rakh de. Ab inko roj subha khali pet khaye or fir dekhe kamal 7 din me hi aapko bhut fayda hoga. Inko khane se bhut se fayde hai chaliye jan lete hai unke ware me bhi.
Lahsun or Honey ko Khane ke Fayde in hindi
immune ko majbut kare
Agar aap lahsun or hani ho sath khate hai to aapka immune system majbut hoga or mosam ke karan aapke sarir ko koi paresani nahi hogi or aap bimar nahi padege.
Dil ki rakhsa kare
inko khane se dil tak jane wali nasho se jo bhi kachra hai wo hat jata hai or ise dil ki surakhsa hoti hai.
Gale ki kharash ko tikh kare
Agar aapke gale me kichkich hai to aap iski madad se tikh kar sakte hai. yaha gale ki kharash or sujan ko kam karne me kargar hai.
Diarrhea se bachaye
Agar kisi ko Diarrhea ho raha hai to usko ye mishran khana chaiye isse pet ke kitanu mar jayege or wo tikh ho jayega.
Sardi Jukham tikh kare
isko khane se sardi jukham to tikh hote hi hai, sath sath inse ho rahi taklif me bhi aaram milta hai.
Fungal Infection se bachaye
Fungal infection sarir ke kai hisso me ho sakta hai, usse bachane me bhi lahsun or honey kargar hai.
Balo ke liye bardan
Ahar aap iska sewan karte hai to aapke jo baal hai wo jhadna kam ho jayege or unki jade bhi majbut hote hai..
Sex Life improve kare
Sex se sambantid jitno bhi problemds hoti hai unke liye ek raam baan upay hai.. ek hafte me hi aapko acha khasa fark dekhne ko mil jayega..
Garlic Benefits in Hindi | Lahsun ke Fayde for Weight Loss, Skin, Men Video
ummid hai aapko ye choti par mhtpurn jankari pasand aai hogi..