Kya aap Itching (Khujli) se paresan hai or khulji ka ilaj search kar rahe hai, to ab aapki searching khatam hui. Me aapko bataogi khulji se nijat pane ke gharelu upay jinka agar sahi tarike se upyog kiya jaye to bhut labh milta hai.
Khujli ki bimari jisko Daad khate hai, ye aak kal aam bimari hai, jo agar skin ka sahi khayal nahi rakha jaye to kisi ko bhi ko sakti hai. Daad Kya hai or Kaise hoti hai or Daad ko kaise tikh kiya jaye uski jankari me phele hi bata chuki hu, aap wo bhi jarur read kare.
Chaliye ab jaan lete hai akhir khulji hone ke karan kya hote hai or usko kaise khatam kiya ja sakta hai or kaise isse bacha jaye, sath sath ham dekhege Khujli ki Achuk Dawa ka Naam.
Khujli hone ke karan / Itching
Khujli hone ke kai karan ho sakte hai, unme se kuch jo main karan hote hai wo me aapko batati hu.
- Kisi Allergy ki baja se.
- Dhanda Garam mosam change hone ke karan.
- Tanav (Stress) ke karan.
- Gandgi hone ke karan.
- Dry Skin hone ke karan.
- Jada der gila rhene ke karan
Khujli Hone ke Lakshan / Symptoms of Itching in Hindi
Wese to iske lakshan ko phechanna bhut aasan hai, wo koi bhi aasani se samaj sakta hai ki aapko khujli ki bimari hai. Chaliye dekh lete hai kya Lakshan hote hai Khujli ki bimari ke.
- iske hone par Skin ka color thoda red ho jata hai.
- Jada khujli karne par ye felta jata hai.
- Hamesa man karta hai ki khujli karte rahe.
- Jada Itching hone par jalan hone lagti hai.
- Skin par chote chote dane aa jate hai.
Khujli ke Ghaleru Upay / Itching Treatment Home Remedies
To chaliye dekh lete hai Khujli ki dawa or Gharelu chijo se kaise tikh kar sakte hai.
Desi Ghee:
Agar aapko jada khujli ho rahi hai to desi ghee ko halka garam karke khujli wali jagha par malis karne se aaram milta hai.
Khira ka Rash:
Khira (kakdi) ko piss kar uska rash se malis karne se bhi khulji se rahat milti hai.
Aloe Vera:
Aloe Vera ko itching wali jagha lagane se aaram milta hai or thanda bhi lagta hai.
Tamatar ka rash:
Subha Subha pake huee Tamatar (tomato) ka rash pine se bhi fayda hota hai.. Ye aap 5 din lagatar pikar dekhe isse aapko fark jarur dikhega.
Nariyal ka Tel:
Agar aapko jako hath per me jada khujli ho rahi hai to aap Coconut Oil or kapur ko mila kar khujli wali jagha par lagaye isse aapko aaram milega.
Multani Mitti:
Multani mitti ke wese to bhut labh hai skin ke liye, ye khujli wale infected area par lagane me bhi fayda milta hai, isko lagane ka ek tarika hai.
3 chammach Multani Mitti or 3 chammach Gulab Jal le, isko mil kar paste bana le or fir usko khujli wali jagha par lagaye.
Neem ke Patte:
Neem ke hare patto ko pish kar uska lap khujli wali jagha par lagane se khulji me aaram milta hai. iska lap banane ke liye neem ke patto ko piste time thoda pani milale.. taki acha paste ban sake.
Paan ka Patta or Honey:
Yaha ek desi ilaj hai khujli ko tikh karne ka. Paan ke patte me sehad ko mila kar khujli wali jagha par lagane se wo tikh ho jati hai.
Dettol / Savlon:
Agar upar diye gharelu deshi chijo ke sath sath aap Dettol ya Savlon bhi laga sakte hai. Lagane ke liye Dettol ya Savlon le usme thoda pani mila kar rui se khulji wali jagha aaram se lagaye.
Baking Soda:
Baking Soda ko pani me milakar lap banaye or usko khujli wali jagha par din me 3 war lagaye. isse khujli tikh ho jati hai.
Neem ke patto ka Rash:
Agar aapko khujli wali problem lambe time se hai to aap Neem ke 30 40 patto ko ubal kar uska pani apne nahane wale pani me mila kar nahaye, isko kam se kam 1 hafte tak kare aapko fayda jarur hoga.
To ab aap jaan chuke hai, Khujli hone ke karan or usse tikh karne ke upay, mene best medicine for khujli ke ware me bhi aapko bataya ab last me wass itna khena chahugi Suast rahe or khus rahe 🙂
Mera khujli/daad lag bhag 1yera se hua h medicines bhut khaye avi bhi kha rehe par ab tak chuta nahi hai or khujli v bhut hota h
thanks for share. ye bahut usefull hain
Bahut hi accha article hai. Abhi tak khujli hone par mein allopathic dawai hi letha tha per aab nahi … aapke dwara bataye gayi cheejo ko use karunga aur apne doston aur ghar mein sabhi ko use karne ko kahunga.
Thanks a lot i have bookmarked your this article for future reference.
Maine fiver ki ek. Goli le paracetamol usse mujhe. aelargi ho gayi Hai. jiski bazeh se puri body Mai khujli ho rahi Hai or last 4 days se. Mai madichin le rahi hu what 1% bhe aaram nahi mill raha Hai. aap. bataiye. Mai kya kau 9818224530
1 sal se khujli hai bhoot pareshan hai kale kale dhag hai pure jism pe bhoot si dava har jagah se li lekin aram hi nhi hota bhai kuch achi si idea bata do plzzzz…….
Call me bro 8652865880 bata do bhai khujli ki dava
Khujli ki koi achhchhi dava batao
CTZ YA MONTEC-LC TABLET KHANE SE KHUJLI MITAI JA SAKTI HAI KYA
thank you so much , mai kaffi din se paershan tha
Apke in nusko se skin ko koi haani to nahi hogi please bataiye
sahi h
Daad se parsan hu hame koyi opay batay sir
Khujli last 1 year se not improve kuchh davaa kaa naam bataaye 24ऑवर please.help
Mujhe 4 month se dinaya hi bahut medicine leya par think nahi hua app he batiya may Kay Kari
Thanks for giving these best tips i hope when the patient apply these tips then they will feel better relief.
bhaut Sarah up at jarur karunga bakki ko v bolungaaa ya kargar haii karte hai toh…
it’s very useful tips ya jarur kaamkarte hai aap v kare jaruri ladne par
Khujli problem
sir dane wali khujli ho rhi h kaffi dawi kha li kuch thik si dawi bta do.
BHUT YAAD AARAHI HAI khujli
Mujhe bhi kuchh dino se khujli hui hi per dava lene par think nahi ho raha hi plz achhi medicine ka nam bataye
Shadow khijle 2days se hue hai tho Keya karye ke shadow khijle met jye . Kon se Cream youj Karu .
mujhe 8 saal se khujali hai maine bhaut docter se elaaj karwaya skin spilest se bhi par koi farak nahi huwa aap hi batayo
thanks for this article. It is soo benificial for me.
Excellent!! Is blog ko share karne ke liye dhanyawad.
Sir mujhe bhi bahut jangho ke bich khulji Hoti hai please help me sir
Your blog is very interesting and informative.very great post thank you
your post is very interesting to read.