Ashwagandha (Withania Somnifera) jo ki ek aur Vedic plant hai, Ashwagandha ko Indian ginseng bhi kaha jata h kuki usmey stamina strong karney ki shamta hoti h or stress kam karne may Bohot faiydeymand hota hai. agar apko young ( jawan) dikhna hai, apni memory badani hai to Ashwagandha ek Bohot acha option hai.
ashwaganḍha ek Bohot powerful plant hai jisko aurvedic dawaiyoṅ may kam se kam 3000 saalo se istamal may liya ja raha hai. ashwaghaḍha immune system ko majboot karta h yahi wajha h ki jo lambey samey tak bimar rehtey h kisi bimari ki wajha se unko Ashwagandha lene ki salha di jati h. to chaliye jante hai ashwagandha benefit in hindi me.
Ashwagandha Benefit in hindi
Ashwagandha stress kam karne ke liye
Strees aj k time ka sabse baada issue h .kisi bhi age group ko uutha lo cahey wo school jata baccha ho,office may kam karne wala ho ya house wife ho har koi tanav may Jee raha h.
Stree se body or mind dono par asar padta h or uski wajha se ap apney kisi bhi kam ko sahi tarha se nhi kar patey hai. Ashwagandha Tanav kam karne may Bohot faiydemand sabit hota hai.
Stress ya Male Fertility
Stress ek Bohot bada Karan hota h jisey male fertility par Bohot bura asar padta h .
C.S.M medical university ne ek case study ki thi jismey unhone sixty infertile male ko liye tha ,jinka sperm production Normal tha .sarey male ko 3 mahiney tak roj ashwagandha ki root(jaad) powder diya Gaya tha . End may ye dekha gaya tha ki stress kam hone k sath sath semen quality may bhi improvement hua tha .
Cancer badne se Rokta hai
Ashwagandha k extras Bohot mehtpun sabit hue h cancer k treatment may . Researches may eysa paya gaya h ki ashwagandha may anti-tumor effect hotey h( jo tumor ko banney se roktey h)
eysa dekha Gaya h ki ashwagandha extracts cancer cell ko polifilrate( badney) karne se roktey h . Study’s se ye pata Chala h ki ashwagandha may antioxidant or immune boosting property’s hoti h jo ki cancer cell ki growth ko rokta h.
ashwagandha ki ek or khasa Baat h ki wo cancer tumor k as pass ki jitni bhi raakt dhamnia (blood vessels ) hoti h unko us tumor Tak raakt Nhi pohochaney deyti h jisey ki us tumor ko nutrient Nhi mil pata h or wo grow Nhi Kar pata hai.
Weight Badane me madad karta hai
ashwagandha ek Bohot faiydeymand aurVedic plant sabit hota h jo apna weight badana cahatey h , Ashwagandha root powder weight increaae karne may madad karta hai.
Skin Disease
Ashwagandha ki pattiyo se Charm Roj (Skin Disease) ka bhi ilaj kara ja sakta hai. Sarir par pade ghav, jakhm jesi chije tikh ho jati hai.
Dose
Ashwagandha ko to kai form may liya jata h par jyadatar isko capsule form may Liya jata h . ashwagandha ka recommend dose 600 se 1000mg twice a day (din may do bar) hota h.
Jo insomnia ka shikar hotey h wo sone se pehley ek cup garam dudh may ek chamach ashwagandha powder mila k peye.
Health Benefits of Ashwagandha in Hindi | Ashwagandha Benefit in Hindi Video
Ummid karti hu, aapko ye jankari pasand aai hogi, agar aapka koi sabal ya sujab hai to aap be jhijak comment karke bata sakte hai.
ashwgandha se kya piples ka ilaj bhi kar sakte hai. Pimples ko kaise tikh kare wo bhi bataye.
Pimples ko kaise tikh kare ek raat me uski information yaha di hui hai
Nice Information ☺
Thankyou Karan
Kya jo jankari share ki hai aapne.. Maja aa gaya
Thankyou kapil ji ..
Aapka blog bhut acha hai.
Thankyou kiran , apko blog acha laga ye jan key khusi hui ..
Jisko bp high hai kya wo aswaghandha ka sewan karsakta hai?
haa kar sakte hai. par jada nahi..
Kya Ashwandha churana se fever hota h
Kya Ashwangandha churana se fever hota h agar hota h to kya kre
Nahi hota.
Achai
mere badan me thoda thoda sujan dek tha to mai ashwagand use kar sakti hu or problem to nahi hoga, mere pass 1200 gm lai hu
Haa aap use kar sakte hai. Baki agar aapko lage ki koi problem ho rahi hai to naa kare.. Warna koi problem problem to nahi hai..
Kya es say Height increase hoti hai?
200 gm hai ,1200 galti see ho gya
कृपया बताये की क्या अश्वगंधा का स्वभाव गर्म है? यदि आंते कमजोर हो और गर्म बस्तु हानिकारक होती हो तो क्या अश्वगंधा का सेवन उचित है
aap iska istmal kar sakte hai.
कृपया बताये की क्या अश्वगंधा का स्वभाव गर्म है? यदि आंते कमजोर हो और गर्म बस्तु हानिकारक होती हो तो क्या अश्वगंधा का सेवन उचित है
Kya ashwagandha garm hota hai iske sewan se pimple/ acne jesi samassya ho sakti hai
nahi hoti.. par jada lene se nuksan ho sakta hai.
Ashwgandha ko khana ke baad khae ya phele or kese or itna khae
Me bahot dubla hu eska use karne se meri body grow ho payegi..?
Plz reply me
My Left Shoulder Muscles IS To Week….
If I Do MaSsaGe ..NaHaNe Se PheLe… To Kya YeH KaaM KareGi…
Please Inform Me… -7278345945
Kya height increase hoti hai?
Salam,kia 25 age k baad ashogandha meri height par kaam kar le gi yaha boht growth medicine hain lekin pata nhi kon sa sahi work karti hai ap is powder k bare me muje bata do thanks