Agar apse koi puchey ki apki body ka ek eysa konsa part h jisko ap kabhi khona nhi cahengey to shayad jawab hoga eyes. Eyes jo ki beauty ko badati h, jo hamari help karti h is sundar se world ko dekhne may beautiful colour ko akho se mehsus karne may.
Eyes ek behad hi najuk organ h jisey related kai myths h, to aaj DrBlog apkey liye laya h myths related to Eyes. chaliye jantey h ki Kya Kya Wehem pal k rakhtey h ham akho k barey may.
Myths & Facts of Eyes in Hindi
👁 1. Exercise Karne se Ankho Par Chasma Nahi Lagta
Akho ki exercise karne de na apki akho ki roshni nhi badti h or na hi or na hi apka Chasahma utarna h. Akho ki roshni ( eye vision ) Bohot se cheezo par nirbhar karta b jese ki eye ball ka shape or akho k andar k tissues ki health, or ye dono akho ki exercise karne se badley nhi ja saktey.
Also Read: Ankho ki Exercise kaise karte hai Eyes ko Healthy rakhne ke liye
👁 2. Dim Light May Padne se Ankho ki Roshni Chali jati h
Dim light may padne se eyesight kharab nhi hoti h. Ha par, dim light may padne se Eyes par jyada jor padta h to wo jaldi thak jati h.reading lamp k samne beth k padne ka sahi Tarika ye h ki ap lamp ki light ko page par focous karey na ki Apney shoulders par .
👁 3. Carrots Ankho ke liye Faydemand hoti h
– Gajar May Vitamine A hota h or wo akho k liye Acha bhi hota h , par, fresh fruits or hari paatey dar sabjiyo may jyada antioxidant vitamins hotey h jese ki C or E jo ki Jyada faiydey mannd hotey h .In fruits or veggies may jo antioxidants hotey h wo Eyes problems jese ki cataracts or budapey may honi akho ki dikkat se bhi bacchatey h.
👁 4. Hamesha Specks or Eye lenses ko laga k nahi rakhna chahiye, Kuch time utar k rakhey se akho ko aram milta h.
Ye bhi ek galat dharna h ki kuch time chasma na lagane se akho ko aram milta h, eysa nhi h, agar apko glasses lagey h to reading kartey time ya tv dekhtey time laga k jarur rakhey warna akho ko aram dene k chaakar may ap apni akho ko or thak dogey.
👁 5. Din bhar computer par kam karna akho k liye nuksan deh hota h
Din bhar computer par kam karne se akhey kharab ho jati h ye bhi ek galat dharna h.Eysa Nhi h, ha lagatar computer ki screen ko stare kartey rehne se akhey thak jarur jati h. Jo log lagatar computer par kam kartey rehtey h or apni eyes blink nhi kartey unki akhey dry ho jati h or uncomfortable hota h fir akho k liye effectively kam karna. Eyes par jyada jor na padey uskey liye jaruri h ki ap apni computer ki screen ki brightens ko adjust Kar k rakhey or computer par kam kartey waqt har 20 minutes k Amtrak may apni akho ko Kuch second ka aram dey.
Eyes ek bohot hi beautiful or precious organ h jo ki behad hi delicate organ hota h jara si chot ya laparwahi akho k mamley may ap par bhari paad sakti h. Is delicate organ ka khayal rahey.
👁 👁
Ye to Kuch myths h agey ki posts may ham or bhi batey karengey Eyes se related. Apni comments jarur comment box may Daley taki ham is topic par apko or information dey sakey